Dard Shayari in Hindi
Taqdeer ka Gum duniya mai sitam,
Har haal mai sehna padta hai.
Shikwa bhi zuban par laate hai,
Khamosh bhi rehna padta hai..
Waqt har dard ki dawa ban jaati hai,
Kabhi paas toh kabhi door le jaati hai.
Taklif hoti nahi iss dard se kyuki,
Dard khud dawa ban jaati hain
Kagaz pe nahi likhte kuch raaz mohabbat ke,
Pal bhar me bikhar jate h alfaaz mohabbat k..
Use toot kar caha to hum khud hi bikhar gaye
Aise bhi badalte hain andaaz mohabbat ke
Jaate jaate wo koi achhi nishani de gaye,
Umar bhar daura saku aisi kahaani de gaye.
Hum toh reh gaye pyaase,
Par humari palko ko woh paani de gaye
Jaane kis baat ki mujhko saja deta hai,
Meri hansti hui aankho ko rula deta hai.
Ek muddat se khabar bhi nahi teri,
koi iss tarah bhi kya apne pyaar ko bhula deta hai
In aankhon mai udasiyan toh bahot magar,
Honthon per muskurahat saja rakhi hai.
Kash koi humari dil ki gehraion ko samjhe,
Hum ne khud ko khud hi mai chhupa rakha hai
Iss kadar hum zindagi ko manane nikle,
Uski chaahat ke hum paagal deewane nikle,
Jab bi use dil ka haal batana caha... ,
To uske honthon se waqt na hone ke bahane nikle
Dil ko armaan milta hain tujhe paane se,
Meri saans main saans hai bas tere hi aane se.
Kaise tu chhod jati hai mujhe bhari mehfil mai tanha,
Kya darr lagta hain tujhe mere kareeb aane se…
Isqh ke bazaar mai ruswai bahot hain,
Pyar ke naseeb main judaai bahot hain.
Is tarah baar baar gale na laga karo,
Ki mohabbat ki raah main tanhai bahot hain
Rimjhim-rimjhim pani barsa,
Dekh kar usko mera dil tarsa,
Jhum utha tan-man mera,
Par jab saath na paya usko to,
Aankhon se paani barish ki tarah barsa.
Lena kisi din hamari khabar…
Kaise raat kategi tere bagair…
Chalte hue raah pe rakhna nazar..
Khi tere pairon ke niche na ho meri kabar !
Meri zindagi ka sahara nahi hai…
Is jahan me koi hamara nahi hai…
Chhua unka daaman to woh hasskar bole…
Dost ye daaman tumhara nahi hai
Taqdeer ka Gum duniya mai sitam,
Har haal mai sehna padta hai.
Shikwa bhi zuban par laate hai,
Khamosh bhi rehna padta hai
Waqt har dard ki dawa ban jaati hai,
Kabhi paas toh kabhi door le jaati hai.
Taklif hoti nahi iss dard se kyuki,
Dard khud dawa ban jaati hain
Kagaz pe nahi likhte kuch raaz mohabbat ke,
Pal bhar me bikhar jate h alfaaz mohabbat k..
Use toot kar caha to hum khud hi bikhar gaye
Aise bhi badalte hain andaaz mohabbat ke
Jaate jaate wo koi achhi nishani de gaye,
Umar bhar daura saku aisi kahaani de gaye.
Hum toh reh gaye pyaase,
Par humari palko ko woh paani de gaye
Jaane kis baat ki mujhko saja deta hai,
Meri hansti hui aankho ko rula deta hai.
Ek muddat se khabar bhi nahi teri,
koi iss tarah bhi kya apne pyaar ko bhula deta hai.
In aankhon mai udasiyan toh bahot magar,
Honthon per muskurahat saja rakhi hai.
Kash koi humari dil ki gehraion ko samjhe,
Hum ne khud ko khud hi mai chhupa rakha hai
Iss kadar hum zindagi ko manane nikle,
Uski chaahat ke hum paagal deewane nikle,
Jab bi use dilka hal batanaa caha ,
To uske honthon se waqt na hone ke bahane nikle
Dil ko armaan milta hain tujhe paane se,
Meri saans main saans hai bas tere hi aane se.
Kaise tu chhod jati hai mujhe bhari mehfil mai tanha,
Kya darr lagta hain tujhe mere kareeb aane se
Isqh ke bazaar mai ruswai bahot hain,
Pyar ke naseeb main judaai bahot hain.
Is tarah baar baar gale na laga karo,
Ki mohabbat ki raah main tanhai bahot hain
Rimjhim-rimjhim pani barsa,
Dekh kar usko mera dil tarsa,
Jhum utha tan-man mera,
Par jab saath na paya usko to,
Aankhon se paani barish ki tarah barsa
Har sahil ko kinara mat samjho
Har dost ko sahara mat samjho,
Najar-najar mein fark hai yaaron,
Har najar ko ishara mat samjho
Laher aati hai kinare se palat jati hai,
Yaad aati hai dil me simat jati hai,
Dono me itna fark hai
Lahrn bewaqt aati hai aur yaad har waqt aati hai.
Jab yaad tumhari aati hai ,
Hum muskura lete hain,
Kuch pal ke liye har gum bhula dete hain,
Kaise bheeg saktee hain aap ki palkein ,
Aapke hisse ke aansoo jo hum baha lete hain.
Ye dil kisi ki yaad me Ronaa fizuul hi,
Aansu bade anmol hain,
Inhe khona fizul hai,
Ro to unke liye jo tum par kurbaan hai,
Unke liye kya rona,
Jinke aashiq hazar hain.
Sabhi ko sab kuchh nahin milta,
Nadi ki har lehar ko sahil nahin milta,
Yeh dil walon ki dunia hai dost,
Kisi se dil nahi miltaa tho koi dil se nahi miltaa.
Dil ka dard kisiko bataya na karo,
Aankhon me chuppe aansu bahaya na karo.
Log mutthi me namak liye ghumte hain,
Apne zakhm kisiko dikhaya na karo.
Bhool jaoon tumko naamumkin baat hai,
Naa ho yakeen tumko to alag baat hain,
Jab tak rahegi saans tab tak rahegi yaad,
Ye saans hi toot jaaye to alag baat hai….
Chehre ki hasi se har gam chupao,
Bahut kuchh bolo par kuchh na batao.
Khud na rutho kabhi par sabko manao,
Ye raaz hai zindagi kaa, bas jeethe chale jao.
“mein ye nhi kehta ki koi
tumhare liye dua na mange…….
mein bas itna chahta hu ki koi
dua mai tumhe na mange.”
mere alfazon ko jhuth na samjhna,
yaad aati ho bahut milne ki dua karna,
jee rahi hoon tumhara naaam iekar,
mar jau to bewafa na samjhna
Naraz hona aapse galti kehlaigi
agar aap humse naraz ho gaye
to yeh sansse tham jayegi
Hanste rehana hamesha Uu hi
aapki hasi se kisi ki zindagi sawar jayegi…
Mana ki kuch dilo me nafrat hoti
hai par har dil me koi hasrat hoti
hai inshan to ushi ke aage majbur hota
hai jishe ushe bepnah mohabbat hoti hai
Aankhon mey aansoou ko ubhar ne na diya,
Mitti ke motiyo ko bikharne na diya.
Jiss raah pe padhe the tere kadmo ke nishaan,
Uss raah se kisi ko gujarne na diya
Mere haatho se gir gayi lakeerein kahi,
Bhool aaye hum apni takdeerein kahi.
Agar mile tumko kahi toh utta lena,
Mere hisse ki har khushi Apne haatho pe saja lena..
Tufaano mai kashti ko kinare bhi milte hai,
Jahan mai logo ka sahare bhi milte hai.
Duniya mai sab se pyaari hai zindagi,
Kuch log zindagi se bhi pyare milte hai..
Daag aansu se dhoyae hai,
Jab bhi tanha huye hai roye hai.
Dil mai kyu na aaye yaad teri,
Dil mai tere hi khwab boye hai
Aankhein khuli ho toh chehra tumhara ho,
Aankhein band ho toh sapna tumhara ho.
Mujhe maut ka darr na hoga,
Agar kafan ki jagah dupatta tumhara ho…
Chaho to dil se mujh ko mita dena,
Chaho to mujh ko bhoola dena.
Par ye waada karo ki kabhi meri yaad aaye toh,
Rona mat sirf muskura dena…
Pal pal intejar kiyaa ek pal ke liye
o pal aaya bhi tho ek pal ke liye
ab tho har pal intehjaar hai us pal ke liye
ki o pal aaye fir se ek pal ke liye
Ajab si hain dastaan hamari,
Tufano se ghiri hain kashti hamari.
Na bhool sakte hain na paa sakte hain unko,
Ab toh tanha guzar rahi hain zindagi hamari…
Mil hi jayega kisi roz yaqeen rehta hai,
Woh isi shehar ki galiyo mai kahi rehti hai.
Woh bhi kya din the hum sath sath raha karte the,
Ab koi kahi toh koi kahi raha karta hai…
Zindagi mai sada muskurate raho,
Faasle kam karo dil milate raho.
Dard kaisa bhi ho koi gum na karo,
Raat kaali sahi aankh nam na karo,
Ek sitara bano aur jagmagate raho…
Tarasta hai dil teri awaaz ke liye,
Teri mohabbat bhare chand alfaaz ke liye.
Kar do hume fanaa apni iss adaa se,
Tadpate hai hum teri iss saza ke liye…
Teri judaai se hai duniya ka her Gum,
Yaadein teri mere dil ka hai Murhum.
Khayalo mai ho tum mere her Dum,
Bus jao Aaake dil mai Ae Humdum…
Tum Bin Kahi Qarrar Na Aaey Toh Main Kya Karu,
Har pal teri yaad satay toh main kya karu.
Surat main apni bhool gaya tujh ko dekh kar,
Her Aainey main tu hi nazar aaye toh main kya karu..

0 Comments